border movie dilouge
Border Hindi Movie Dilouge : If Bollywood has ever given us a cult movie, it obviously has to be ‘Border’. Released in 1997, the movie has completed its 27 years today! Whenever we watch this movie, all we think about is the feeling of patriotism in us. From a son who leaves his blind mother to serve the country, to a newly wed couple having a long distance, the movie taught us the importance of Indian Army! On the occasion of 27 years, here are some of the spinechilling and cult dialogues of ‘Border’.
-“Yeh dharti meri Ma hai!”
-Zindagi ka doosra naam problem hai
-Hum hi hum hai toh kya hum hai … tum hi tum ho toh kya tum ho
-Isse pehle ki main tujhe gaddar karaar dekar goli maar doon … bhag ja yahan se
-Hum toh kisi doosre ki dharti par nazar bhi nahi dalte … lekin itne nalayak bachche bhi nahi hai … ki koi hamari dharti maa par nazar daale aur hum chup chap dekhte rahe
-Khilono se khelte khelte … bachche jawaan ho jaate hai
-Main tumhara saaya hoon … tum mujhse peecha nahi chhuda sakte
-Zindagi aur maut Waheguru ke haath mein hai … aur mera Waheguru dushman ke saath nahin … mere saath hai
-“Bhairon Singh agar yeh dharti tumhari Maa hai toh meri bhi Maa hai. Ho sake toh mere bacchon ki maa ko sandesh pahuncha dena, kehna ki mein unka gunehgaar hoon. Is janam mein dharti maa ka karz chuka kar jaa raha hoon, Agle janam mein uska karz chuka dunga.”
-Pehli goli woh chalayega … aur aakhri goli hum
-Meri zubaan se, mere haath zyada achcha bolte hai
-Shayad tum nahi jaante … yeh dharti sher bhi pehda karti hai
-Mohabbat aur pagalpan ka bahut purana rishta hai
-The more you sweat in peace … the less you bleed in war
-Aaj se tumhari har goli par desh ke dushman ka naam likha hoga
-In paon mein kya rakha hai … mere kaleje se lag ja … mera kaleja thanda ho jayega … toh rom rom aashirwad dega
ALSO READ : Aditya Roy Kapur’s Upcoming Movies in 2025 .