Famous quotes of Ek Deewane Ki Ek Deewaniyat movie
Harshvardhan Rane and Sonam Bajwa blast the bolywood with their outstanding performance in ek deewane ki deewaniyat . This movie collected ₹9 crore on its opening day and maintained a steady hold over the following days, earning ₹7.75 crore on day two, ₹6 crore on day three, and ₹5.5 crore on day four. On its first Saturday (day five), the film saw a slight jump, collecting ₹8.76 crore and taking its total to ₹37.01 crore.

The film follows the story of a politician named Vikramaditya (Harshvardhan Rane) who falls deeply in love with an actor named Adaa (Sonam Bajwa), who holds a very different outlook on love.
Ek Deewane Ki Ek Deewaniyat Dialogue
1. “Ek click par video upload ho jayega aur aapki biwi download ho jayegi”
2. “Meri marzi hi meri marzi hoti hai”
3. “Mantralay ho ya sauchalay, kahi khade nahi hone dunga”
4. “Jo jeene ki lalach mein apni ma ko kha gaya, usse bas ek hi bhook lagni chahiye, power ki bhookh, satta ki bhookh”
5. “Jal jaungi, mitt jaungi, par khaati hu main kasam, nahi banungi teri Sanam”
6. “Zyada se zyada mehmaan, mehendi aur mahurat tum apni marzi se chun sakti ho”
7. “Mere khoon mein politics nahi, mere politics mein khoon hai”
8. “Tumne apni nafrat ka tamasha banaya na, main vaada karta hu, main apne pyaar ka jashan manaunga”
9. “Main tujse itni nafrat karti hu ki main apni nafrat bhi kisi aur ke saath nahi baatungi”
10. “Dukh iss baat ka nahi tumne apna maana nahi, dukh iss baat ka hai ki tumne muje pehchana nahi”
11. “Main kuch bhi karlu, tum kabhi mujse pyar nahi karna chahti, aur tum kuch bhi karlo, main kabhi tumse nafrat nahi kar sakta .”
12. “Teri deewaniyat mein jab main mar jaunga na, toh aise hi rehna … apni aankhon mein ek bhi aansun mat aane dena … kyun ki teri aankhon mein ek bhi aansun meri rooh bardaash nahi kar payegi”
13. “Tere liye mera pyar, tera bhi mohtaaj nahi … yeh marte dum tak rahega, sirf aaj nahi”
14. “Tera pyar, pyar nahi teri zid hai … jisse tu paar kar raha hai woh har hadh ki hadh hai … mere dil mein tere liye mohabbat nahi, sirf nafrat hai … tujhe tabaah joh kar degi woh is deewani ki deewaniyat hai”
ALSO READ : prabhas movie release date
